#
کسی کی آنکھوں سے سپنے چرا کر کچھ نہیں ملتا۔ ۔ ۔
مندروں سے چراغوں کو بجھا کر کچھ نہیں ملتا ۔ ۔ ۔
کوئی ایک سپنا ہو تو پھیر بھی لگتا ہے۔ ۔ ۔ ۔
ہزاروں خواب آنکھوں میں سجا کر کچھ نہیں ملتا۔ ۔ ۔
یہ اچھا ہے کہ بھرم نا ٹوٹنے پاۓ ۔ ۔ ۔ ۔
کبھی کبھی دوستوں کو آزمانے سے کچھ نہیں ملتا ۔ ۔ ۔
عمال کے سوکھتی رگ میں زرا سا خون شامل کر۔ ۔ ۔
میرے ھمدم فقط باتیں بنا کر کچھ نہیں ملتا۔ ۔ ۔
مجھے اکثر ستاروں سے یہ آواز آتی ہے ۔ ۔ ۔
کسی کے ھجر میں نیندیں اڑا کر کچھ نہیں ملتا ۔ ۔ ۔
جگ ہو جائے گا چھلنی یہ آنکھیں خوب روئیں گی ۔ ۔ ۔
اے دل بے فیض لوگوں سے نبہا کر کچھ نہیں ملتا ۔ ۔ ۔
*
Kisi ki aankhon se sapne chura kar kuch nahi milta
Manderon se chiragon ko bujha kar kuch nahi milta
Koi aik aadh sapna ho to phir acha bhi lagta hay
Hazaron khuwab ankhon main saja kar kuch nahi milta
Ye acha hai ke aapas Kay bharam na tootne paey
Kabhi kabhi doston ko azma kar kuch nahi milta
Amal ki sookhti rag main zara sa khoon shamil kar
Mere humdam faqat baatein bana kar kuch nahi milta
Mujhey aksar sitaron se ye awaz aati hai
Kisi ke hijar main neendein ganwa kar kuch nahi milta
Jiggar ho jae ga chalni ye ankhein khoob roen gi
Ae dil befaiz logon se nibah kar kuch nahi milta..

***************************************